Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts

Wednesday, 11 January 2012

Sad Poetry

Meray gham meray liya hai yeh janta hu main
Kushiyan auroo ko de kar hi yeh inaam paya hai







Poetry

Itnay Ajao pasand tum khuda ko
kay Tumhari Qaboliyat ki yai surat ho
Bin mangay tumko miljay sab kuch
Kay dua ko khud tumharay hath ki zaroorat ho

Monday, 9 January 2012

Sad Poetry

Inti shidat se to barsat bhi na barsay
jitni shidat se meri ankh teri yaad ma barsay.


Mat roo teray ansoo ki kimat nahi yaha
zalim hai yeh Dunya tujay or gham day ge.

Funny Poetry

Hum apnay dukhoo ko zuban pe latay nahi
zakmoo pe Ansoo Bahatay nahi
Zakm chahay jitna bhi gahra hoo
Detol kay siwa kuch lagatay nahi

Sunday, 8 January 2012

Sad Poetry

Sulagti hai meri Zindagi Angaray ki tarah
Kabi Jal gayi or kabi duhaa duhaa


ishaq nay hamay benaam kar diya
zamanay bar ma budnaam kar diya
hum na kab chaha tha kay hammay ishaq hoo
per un ki nazaroo nay hamay gulam kar diya








 

Sad Urdu Poetry



Meri Zindagi Sulagti  Aag hai
Kabhi jal gai kabi Dhuaa Duhaa


Mat Kar pyar muj se aa ajnabi 
Sab jantay hai ma zamanay ma badnam hun
Teray samnay Zindagi pari hai guzarny kay liya
Ma to likh kar mittayya  howa aik naam hun